Mila kr ankhen
Mujh se miltay hain Tu chura kr ankhen
phir wo kis k liye rakhty hain saja kr ankhein
mein unhen dekhta rehta hun jahan tak dekhoun
ik wo hain k wo dekhein na mila kr ankhen
us jaga aj b betha hun akelay yarao
jis jaga wo chor gaye thay mila kr ankhein
Mujh se nazrein wo aksar chura letay hain
mein ny kaghaz py bna k dekhen hain bna kr ankhen
Tera name
tujhe ko apni jaan ka salam likhen gaye
dil ki kitaab mein apna arman likhen gaye
kash hum ko mil jaye asman ki hukamat
hum sitaroun ki jaga tera name likhen gaye
Baarish ki bondein
ek girti barish or ik khayal uska
ek phool gulab ka or ik jamal uska
barish ki bondein jo yad dilati hain uski
hath dua mein hain our hontun py sawal uska
Ada teri Muskrany Ki
dua deta hai dil tujhe hr sukh panay ki
nazar na lagay tujhe kbi zamany ki
smait lye tera dil hr khusi zamany ki
sada rahy ye teri ada muskrany ki
Lab py Hans
meri duniya mein beshak andhera rahy
teray lab py hansi ka basera rahy
phool khilty rahy teray charoun taraf
teri hr simat khusboo ka daira rahy
